apna safar bhi ban jaye kahani
mar na jaon kahin tujhse milne se pahle
ai mohabbat mujhe bakhsh de zindagani
vo na aye kabhi jinhe aana na tha
sisakti rahi dil ki haweli veerani
thahara na rah jaun kahin unke intezar mein
sang le chal mujhe zindagi ki rawani
-sajal (shalini)
8 june 2008
8 june 2008
No comments:
Post a Comment